Tanu and Manu-Tanu Weds Manu

Manu :- tanu ji....

Tanu :- aao... aao... aao... aao... aao... aao...hehhe...aapme kitni aag hai...soyi huyi ladki ko pasand kar liya...haah... mujhe nazrat hai tumse...aur tum jaise har aadmi se jo mujhe dekhne aata hai....

Manu :- kya ?

Tanu :- tumhari wajah se , maine quater vodka ke saath paach neend ki goliya khaali thi...pata nahi mere maa-baap ne tumhe kya patti padayi...dhoka hai..dhoka hai guru.....hahaha....dhokaaa...

Tanu :-ab jab tumne apne hisse ki mithaiya aur daal-moth kha hi liye hai , to tumhe bata du... go to hell ....

Tanu :-mera boyfriend hai aur railway contractor hai......

Tanu :- aur jo yeh tumhari kaali aakhein hai na...usi ki wajah se hai....

Tanu :- dekho uske naam ka tattoo bhi hai....

Tanu :- aisa hai sharma ji ......aapne failaya hai...aap hi saaf karo yeh raayeta...

Tanu :- kal sabere aap iss shaadi se mana karoge... samjhe.....??

Tanu :- chale aatey hai...muh uthake...aaveyieee......

Tanu :- london return....

0 comments:

Post a Comment

Like our Facebook page