Prem chopra and Pritam-Golmaal-3

Prem chopra :- prem naam hai mera , prem chopra.....main jo kuch bhi karta

hu..na..prem se karta hu....paach lakh rupay cash , meri beti geeta ki zindagi se

humesha humesha nikal jaane ki keemat...hai yeh...

pritam :- paiso se pyar ko tola nahi jaata , ek taraf...do diloan ka mail.. dusri taraf

haathoan ka mail....

Prem chopra :- acha..... to phir yeh lo.......

pritam :- jo paach lakh me nahi bikaa... woh dus lakh me kya bikega...

Prem chopra :- abey palat ke dekh....khaaali hai.....


Prem chopra :- hum tumhe chey mahine ki mohlat dete hai , isme paach lakh rapay

bharke lao...toh humari beti geeta...humesha humesha ke liye tumhari huyi....

pritam :- i will be back........

Prem chopra :- arey soch lo pritam , jhopdo me rehne waale , mehlo ka khwaab nahi

dekha kartey...pattharoan ki baarish me tum sheeshey ka chaata banane jaa rahe

ho....

pritam :- prem chopra sahab....jinke ghar sheeshey ke hote hai .. na...woh basement

me kapde badaltey hai...

Prem chopra :- aaaye....

pritam :- koi shakk....


0 comments:

Post a Comment

Like our Facebook page